Best Attitude Shayari In English – Shayari On Attitude In English Fonts
Humara dil kabhi kabhi bilkul chhotey bachchey ki tarah ban jaata hai, Aur baat agar pyar ki ho phir toh, koi samjhowta nahi ho sakta. Pyar mein itna haq toh banta hi hai. Kyun?
For you, all, who love Attitude Shayari In English, here are some Awesome and Best Attitude Shayari In English.
Best Attitude Shayari In English
दिल भी इक ज़िद पे अड़ा है किसी बच्चे की तरह
या तो सबकुछ ही इसे चाहिए या कुछ भी नहीं
Dil bhee ik zid pe ara hai kisee bachche ki tarah
Ya to sab kuchh hee ise chaahiye ya kuchh bhee nahin
New Attitude Shayari – Parwaaz Dekhiye
Attitude Shayari In English For Every Self Respectful Person
पर नहीं, मेरी परवाज देखिये
कुछ नया कहने का , अंदाज़ देखिये.
वाकिफ हूँ बराबर, कातिल से अपने मैं
उसी से छुपाया है , राज़ देखिये
Shayari In English Attitude Per aap apna Whatsapp Status bhi daal saktey hain.
Par nahi , meri parwaaz dekhiye
Kuchh naya kahney ka, andaaz dekhiye
Wakif hoon barabar ,qatil sey apney main,
Aur usi sey chhupaya hai, raaz dekhiye
Mahboob Ka Ghar Ho Ya Farishton Ki Ho Zamin,
Jo Chhod Diya Phir Use Mudkar Nahi Dekha.
महबूब का घर हो या फरिश्तों की हो ज़मी,
जो छोड़ दिया फिर उसे मुड़ कर नहीं देखा
Best Shayari On Attitude In English – Whatsapp Status
तू मेरी शक्ल, मेरे हालात पे न जा
यहाँ तूफां भी मेरे नाम से थम जाते हैं
Tu meri shakl, merey haalaat pey na ja
Yahan toofan bhi merey naam sey tham jaatey hain
Attitude Shayari In Roman English
आज सड़कों पर लिखे हैं सैकड़ों नारे न देख,
पर अँधेरा देख तू आकाश के तारे न देख।
एक दरिया है यहाँ पर दूर तक फैला हुआ,
आज अपने बाज़ुओं को देख पतवारें न देख।
Aaj sadakon par likhe hain saikadon naare na dekh,
Par andhera dekh too aakaash ke taare na dekh.
Ek dariya hai yahaan par door tak phaila hua,
Aaj apane baazuon ko dekh patavaaren na dekh.
Hindi Attitude Shayari In English
तुम बहते पानी से हो हर शक्ल में ढल जाते हो,
मैं रेत सा हूँ मुझसे कच्चे घर भी नहीं बनते
Tum Bahete Paani Se Ho Har Shakl Mein Dhal Jaate Ho,
Main Ret Sa Hoon Mujhse Kachche Ghar Bhi Nahi Bante.
2 line Attitude Shayari In English – Attitude Shayari Hindi – Attitude Shayari Status
वो जो अब अजनबी सा बनके गुज़र जाता है
वो कभी मेरा फ़कत मेरा हुआ करता था
आज वो देख के नजरे जो चुरा लेता है
कल तलक मेरी नजर पाने को वो मरता था
Wo jo ab ajnabi sa ban key guzar jaata hai
Wo kabhi mera, fakat mera hua karta thha
Aaj wo dekh key nazreyn jo chura leta hai
Kal talak, meri nazar paaney ko wo marta thha
सबके दिलों में धड़कना जरूरी नहीं होता साहब,
लोगों की आँखों में खटकने का भी एक मजा है
Sabke Dilon Mein Dhadkana Jaruri Nahi Hota Saahab,
Logon Ki Aankhon Me Khatkne Ka Bhi Ek Mazaa Hai.
Read This Zindagi Shayari
हौसला देखें बन्दे का, “जान बाकी है” is Attitude Shayari में.
अभी तो दिल ही टूटा है अभी अरमान बाकी है
लुटाने को तेरी खातिर, मेरी जान बाकी है
Abhi to dil hi tuta hai, abhi arman baaki hai
Lootaney ko, teri khatir, meri jaan baaki hai
Attitude Shayri English – Shayari On Attitude In English
उसके दुश्मन हैं बहोत आदमी अच्छा होगा
वह भी मेरी ही तरह शहर में तन्हा होगा
एक महफ़िल में कई महफ़िलें होती हैं शरीक
जिसको भी पास से देखोगे, अकेला होगा
Usake dushman hain bahot aadamee achchha hoga
Wah bhee meree hee tarah shahar mein tanha hoga
Ak mahafil mein kaee mahafilen hotee hain shareek
Jisako bhee paas se dekhoge, akela hoga
Best Attitude Shayari In English For Boys On Love
बस दीवानगी की खातिर तेरी गली मे आते हैं,
वरना आवारगी के लिए तो सारा शहर पड़ा है
Bas Deewangi Ki Khatir Teri Gali Mein Aate Hain,
Varna Aawargi Ke Liye Toh Saara Shahar Pada Hai
मैं तेरी याद को भूल जाने की कसम खाता हूँ
अपनी किस्मत पे मैं, ख़ुद ही रहम खता हूँ
Main teri yaad ko bhhol jaaney ki kasam khata hoon
Apni lismat pey main, khud hi raham khata hoon
कैफ भोपाली की उम्दा दिल को छू जाने वाली शायरी देखें
कौन आएगा, यहां कोई न आया होगा
मेरा दरवाज़ा हवाओं ने हिलाया होगा
दिल-ए-नादाँ न धड़क ऐ दिल-ए-नादाँ न धड़क
कोई खत ले के पड़ोसी के घर आया होगा
दिल की क़िस्मत ही में लिखा था अँधेरा शायद
वरना मस्जिद का दिया किसने बुझाया होगा
गुल से लिपटी हुई तितली को गिरा कर देखो
आँधियो, तुमने दरख्तों को गिराया होगा
Best Of Rahat Indori Shayari
खेलने के लिए बच्चे निकल आये होंगे
चाँद अब उसकी गली में उतर आया होगा
‘कैफ’ परदेस में मत याद करो अपना मकाँ
अब के बारिश ने उसे तोड़ गिराया होगा
Best Attitude Shayari In English कैफ भोपाली की english font में
Kaun aayega yahaan, koi na aaya hoga
Mera darwaaza hawaao.n ne hilaaya hoga
Dil-e-nadaan, aye dil-e-nadaaan na dharak
Koi khat le ke parosi ke ghar aaya hoga
Dil ki qismat hi mei.n likha tha andhera shayaad
Warna masjid ka diya kis ne bujhaaya hoga
Ultimate Heart Touching Love Shayari For Boys
Gul se lipti hui titli ko giraa kar dekho
Aandhiyo! tumne darakhton ko giraaya hogaa
Khelne ke liye bachche nikal aaye honge
Chaand ab us ki gali mein utar aaya hogaa
Kaif, pardes mei.n mat yaad karo apnaa makan
Ab ke baarish ne use tor giraaya hoga
Read Best Attitude Shayari In English
लोग कहते हैं अजनबी तुम हो
अजनबी मेरी ज़िंदगी तुम हो
दिल किसी और का न हो पाया
आरज़ू मेरी आज भी तुम हो
मुझको अपना शरीक-ए-ग़म कर लो
यूँ अकेले बहुत दुखी तुम हो
दोस्तों से वफ़ा की उम्मीदें
किस ज़माने के आदमी तुम हो
Log kahteyn hai, ajnabi ho tum
Ajnabi meri zindagi ho tum
Dil kisi aur ka na ho paya
Aarzoo meri aaj bhi tum ho
Mujhko apna sharik-a-gham kar lo
yun akeley bahot dukhi ho tum
Best Attitude Shayari In English
Doston sey wafa ki ummeedeyn
Kis zamaney key aadmi ho tum
Mirza Ghalib Ke Best Attitude Shayari In English
दिल ही तो है, न संग-ओ-ख़िश्त, दर्द से भर न आये क्यूँ?
रोएँगे हम हज़ार बार, कोई हमें सताये क्यूँ?
दैर नहीं, हरम नहीं, दर नहीं, आस्तां नहीं
बैठे हैं रहगुज़र पे हम, ग़ैर हमें उठाये क्यूँ?
Hurt Shayari In English, Love Hurt Shayari In Hindi
Dil hii to hai, na sang-o-khisht, dard se bhar na aaye kyun?
Royenge ham hazaar baar, koi hameyn sataaye kyun?
Dair nahiin, haram nahiin, aastaan nahiin
Baithe hain rahguzar pe ham, ghair hamen uthaaye kyun?
Ak baat kahna bahot zaroori hai aap sab sey. Hindi Shayari key beshumaar websites hain, magar yahan aapko jo Hindi Shayari – Latest Shayari in Hindi , Sad Shayari, Romantic Shayari, Hurt Shayari, her tarah ki Shayari milegi, wo shayad hi kahin aur miley.
Agar aapko humarey posts achchey lagtey hain, toh please comment kar key batayen aur share kareyn unhey.